Har kuch din baad khoon ki holi dekhne kay liye khud ko tiyar rakhte hain…..
hamare han 100 kay kareem bekasoor maray jaye tu kuch khas afsos ki baat nahi..hamare hukmaranon kay pass apni laraiyan chor kar hamare masail par baat karne ka waqt nahi….
Ajj 20 may 2010 ko Lahore main 100 kay kareeb log bekasoor log maray gaye…..
hamare hakumat jald hi unko yani kay unkay ghar walon ko kuch rakam day kar apn gham ka izhar kar lay gii..aur ye blast sirf records ban kar reh jyae gay…
ho sakhta ahin wo itna bhi na kar paye kyoon Kay Governor Punjab aur wazeeerien Alla saahab ajj kal apni laraiyon main behad masroof hain….
dekhte hain Mr Salman taseer ghalat sabit hotay hain ya Shehbaz shareef sahab….
wo Faiz nai kaha tha na…
chalaien chalo kay manzil abhi nahi ayi…..
chalna hain abhi bohut chalna hain….
Azaaadi ki Asli sahar kay liye…



SocialVibe